Friendship Shayari And Status
- Har Nazar Ko Ek Nazar Kee Talaash Hai
Har Chehare Mein Kuchh Khaas Hai
Aapase Dostee Ham Yoo Hee Nahin Kar Baithe
Kya Karen Hamaaree Pasand He Kuchh Khaas Hai
- Rishton ki dori kamzor hoti hai,
Aankhon ki baatein dil ki chor hoti hai,
Khuda ne jab bhi pucha dosti ka matlab,
Hamari ungli aapki taraf hoti hai.
Happy Friendship Day.
- Aapki dosti hamare suro ka saaz hai,
Aap jese dost par humhe naaz hai,
Chahe kuch bhi ho jaye zindagi me,
Wada hai dost,
Humhari dost vesi hi rahegi jesi aaj hai.
Happy Friendship Day
- Din Beet Jaate Hain Suhani Yaadein Bankar,
Baaten Rah Jaati Hain #Kisse Aur Kahani Bankar,
Par #Dost To Hamesha Dil Ke Kareeb Rahenge,
Kabhi Muskaan To Kabhi Aankhon Mein Paani Bankar.
- Aansu Bahe To Ehsaas Hota Hai,
Dosti Ke Bina Jeevan Kitna Udaas Rahta Hai,
Umr Ho Aapki Chand Jitni Lambi,
Aap Jaisa Dost Kahan Har Kisi Ke Pas Hota Hai.
- Guzre dinon ki bhuli huyi baat ki tarha,
Ankhon mein jagta hai koi raat ki tarha,
Tum se ummeed thi ki nibhaoge dosti,
Tum bhi badal gye mausam or halaat ki tarha!
Have A Happy Friendship
- Zindagi Har Pal Kuchh Khaas Nahi Hoti,
Phoolo Ki Khushboo Hamesha Paas Nahi Hoti,
Milna Humari Takdeer Mein Tha Varna,
Itni Pyari Dosti ittefaaq Nahi Hoti.
- Saath Rehte Yoon Hi Waqt Gujar Jayega,
Dur Hone Ke Baad Kaun Kise Yaad Aayega,
Jee Lo Ye Pal Jab Tak Sath Hai Dosto,
Kal Ka Kya Pata Waqt Kahan Le Ke Jayega.
- Saare Dost Ek Jaise Nahin Hote,
Kuchh Hamare Hokar Bhi Hamare Nahin Hote,
Aapse Dosti Karne Ke Baad Mahsoos Hua,
Kaun Kahta Hai Taare Zameen Par Nahin Hote.
- Hum Jab Bhi Aapki Duniya Se Jayenge,
Itni Khushiyan Aur Apnapan De Jayenge,
Ke Jab Bhi Yaad Karoge Is Pagal Dost Ko,
Hansti Aankhon Se Aansoo Nikal Aayenge.
- Tanhai Si Thi Duniya Ki Bheed Mein,
Socha Koi Apna Nahi Takdeer Mein,
Ek Din Jab Dosti Ki Aap Se To Yoon Laga,
Kuchh Khaas Tha Mere Haath Ki Lakeer Mein.
- Haqeekat Mohabbat Ki Judai Hoti Hai,
Kabhi-Kabhi Pyaar Mein Bewafai Hoti Hai,
Hamare Taraf Haath Badhakar To Dekho,
Dosti Mein Kitni Sachchai Hoti Hai.
- Phool bankar muskurana jindagi hai
Muskura ke gham bhulana jindagi h
Milkar log khush hote hain to kya hua
Bina mile dosti nibhana bhi jindagi hai
- Rishton Se Badi Chahat Aur Kya Hogi,
Dosti Se Badi Ibaadat Aur Kya Hogi,
Jise Dost Mil Sake Koyi Aap Jaisa,
Use Zindagi Se Koyi Aur Shikayat Kya Hogi.
- Dosto woh nhi jo jaan deti h
Dosti woh bhi nhi jo muskan deti hai
Are sacchi dosti to woh h…
Jo pani me gira hua aansu bhi pahchan leti h.
- Taqdeer likhne wale ek ehsan kar de
Mere dost ki taqdeer m ek or muskan likh de
Na mile dard kabhi unko
Tu chahe to uski kismat me meri jaan likh de
- Din hua h to raat bhi hogi
Ho mat udas , kabhi bat bhi hogi
Itne pyar se dosti ki h,
Jindgi rhi to mulaqat bhi hogi
- Dosti acchi ho to rang lati hai
Dosti gahri ho to sabko bhati h
Dosti nadan ho to tut jati h
Par dosti agar apne jaisi ho
To itihas banati h
- Jo tu chahe woh tera hi,
Roshan raten aur khubsurat savera ho,
Jari rahe hamari dosti ka silsila
Kamyab har manjil par dost mera ho
- Sabhi ke sath vinamr rahiye,
Par kuch ke sath hi ghanishata banaiye,
Aur in kuch ko bhi prna vishwas karne se pahle
Acchi tarah se janch lijiye
- Beshaq thoda intazar mila hamko,
Par duniya ka sabse hansi yaar mila hamko
Na rhi tamanna ab kisi jannat ki,
Teri dosti me woh pyar mila humko
- Aasman se todkar tata diya h
Aalam-e-tanhaj me ek sharada diya hai
Meri kismat bhi naaj krti hai mujh pe
Khuda ne dost hi itna pyara diya h.
- Udaas Nahin Hona, Kyonki Main Saath Hoon
Saamane Na Sahee Par Aas-Paas Hoon
Palkon Ko Band Kar Jab Bhi Dil Mein Dekhogey
Main Har Pal Tumhaare Saath Hoon
Friendship Shayari Or Dosti Shayari
- Har Nazar Ko Ek Nazar Kee Talaash Hai
Har Chehare Mein Kuchh Khaas Hai
Aapase Dostee Ham Yoo Hee Nahin Kar Baithe
Kya Karen Hamaaree Pasand He Kuchh Khaas Hai
- Saath Agar Doge Toh Muskurayenge Jarur,
Pyar Agar Dil Se Karoge Toh Nibhayenge Jarur,
Kitne Bhi Kante Kyu Na Ho Dosti Ki Raaho Mein,
Aawaz Agar Dil Se Doge To Aayenge Jarur.
- Dua karte hain hum sar ko jhukae
Aee dost tu apni manzil ko paaye
Agar kabhi teri rahon main andhere aae
To roshni ke liye khuda hum ko jalaye…
- Dard kaafi hai bekhudi ke liye,
Maut zarrori hai zindagi ke liye kaun
Martha hai kisi k liye hum to
zinda hain sirf aapki “Dosti” ke liye…
- Na Chhupana Koi Baat Dil Mein Ho Agar,
Rakhna Thoda Bharosa Ham Par,
Ham Nibhaenge Dosti Ka Yah Rishta Is Kadar,
Ki Bhulane Par Bhi Na Bhula Paoge Hamen Zindagi Bhar.
- Agar Apki Palkhon Pe Khwab Rakh Jaye Koi.
Agar Apki Sanso Pe Naam Likh Jaye Koi.
Is Liye Ye Wada Karo Bhuloge Nahi Hame.
Agar Hamse Bhi Pyara Dost Mil Jaye Koi.
- Koi Kehta Hai Dosti Nasha Ban Jati Hai.
Koi Kehta Hai Dosti Saza Bn Jati Hai.
Par Ham Kehte Hai Apse.
Dosti Agar Sachhe Dil Se Karo.
To Dosti Hi Jeene Ki Wajah Ban Jati Hai
- Gunaah Kar Ke Saza Se Darte Hain,
Zeher Pee Ke Dawa Se Darte Hain,
Dushmano Ke Sitam Ka Khauf Nahi Humein,
Hum Dosto Ke Khafa Hone Se Darte Hain.
- Zindagi Guzar Jaye Par Dosti Kam Na Ho.
Yaad Hame Rakhna Chahe Pas Ham Na Ho.
Kayamat Tak Chalta Rhe Ye Pyara Sa Safar.
Dua Kre Ki Kabhi Ye Rishta Khatam Na Ho.
- Taaron Me Akele Chand Jagmagata Hai.
Mushkilo Me Akele Insaan Dagmagata Hai.
Kato Se Mat Ghabrana Mere Dost.
Kyuki Kayi Me Bhi Gulab Muskurata Hai.
- Akash Ke Taaro Mai Kho Gya Hai Ek Taara.
Lagta Hai Pyara Un Taro Mai Ek Sitara.
Jo Dost Is Samaye Message Padh Rha Hai Hamara.
- Waaqt Aur Khuushi Tere Ghulam Honge,
Har Pal Aur Pehalu Tere Hi Naam
Honge, Jhara Mhud Kaar Dekhna
Mere Dosth, Tere Har Kaadam Khe
Niche Mere Haatho Khe Nishan Honge.
- Maangi thi ek mannat humne us rabb se,
Ki dena humein ek aisa dost jo pyara ho sabse,
Tab milaakar tumse rabb ne humein kaha,
Aaj se hai ye dost tumhaara khaas sabse..
- Ek Alag Pahchan Banane Ki Adat Hai Hume,
Jakhm Ho Jitne Utna Muskurane Ki Adat Hai Hume,
Sab Kuchh Luta Lete Hain Dosti Me,
Kyu Ki Dosti Nibhane Ki Adat Hai Hume.
- Gham Ko Bechkar Khushi Khareed Lenge,
Khwabon Ko bechkar Zindagi Khareed Lenge,
Hoga Imthaan To Dekhegi Duniya,
Khud Ko BechKar Aapki Dosti Khareed Lenge.
- Yaari wo nahi hoti jisme jaan de dete hain,
Yaari wo nahi hoti jisme muskaan de dete hain,
Dosti to wo hoti hai yaaron jisme,
Paani mein gire huye aansuon ko bhi pehchaan lete hain
- Apni Takdeer Me To Kuch Aise Hi Silsile Likhen Hain,
Kisi Ne Waqt Gujarne Ke Liye Dosti Kar Li,
To Kisi Ne Dosti Kar Ke Waqt Gujar Liya.
- Geet Ki Jarurat Mehfil Me Hoti Hai,
Pyar Ki Jarurat Har Dil Me Hoti Hai,
Bina Dost Ke Adhuri Hai Zindagi,
Kyunki Dost Ki Jarurat Har Pal Me Hoti Hai.
- Akhon Se Aasu Kyu Chhalak Jate Hai.
Tanhaiyon Me Gam Kyu Yaad Ate hai.
Asu Poch Kar Koi Ye Bata De Hamse.
Dur Rehne Wale Aksar Kyu Yaad Ate Hai.
- Yaadon mein hamesha yeh zindagi khubsoorat hogi,
Aankhon mein hamesha tumhaari soorat hogi,
Koi bhi naa sama payega tumhaari jagah is dil mein,
Is dost ko tumhaari hamesha jaroorat hogi.
- Doosti ka yeah phaigham aap ke naam
zindagi kii har shayaam aap ke naam
iss saafar mai humsafhar hai hum dhono
iss dosti ko nibhaana hai aap kaa kaam.
- Yahi too khubsurat dosti ka natha hai
Jo bina kisi shaart ke nibhaya jata hai,
Rahe duriyaan daarmiya to parwaah nahi,
Dost to har pal dil mein basaya jata hai.
- Zikr Hua Jab Khuda Ki Rehmat Ka.
Hamne Khud Ko Khushnaseeb Paya.
Tamanna Thi Ek Pyare Se Dost Ki.
Khuda Khud Dost Ban Ke Chala Aya.
- Kaash Dil Ki Awaz Me Itna Asar Ho Jaye.
Ki Ham Jese Yaad Kare Unko Khabar Ho Jaye.
Rab Se Yahi Dua Hai Hamari.
Ki Jise Aap Chahe Wo Apka Hamsafar Ho Jaye
- Maangi thi ek mannat humne us rabb se,
Ki dena humein ek aisa dost jo pyara ho sabse,
Tab milaakar tumse rabb ne humein kaha,
Aaj se hai ye dost tumhaara khaas sabse..
- Hai dosti wo muskaan jo chehre se nahi jaati hai,
Hai dosti wo khushboo jo saanson mein bus jaati hai
Ho dost koi agar tumhaare jaisa duniya mein,
To zindagi hi swarg ban jaati hai
- Har Nami Mai Teri Kami To Rahegi.
Akhen Kuch Nam To Rahegi.
Zindagi Ko Ham Kitna Bhi Saware.
Hamesha Aap Jese Dost Ki Kami Rahegi.